
Car Carrier Karachi to Multan
Gari Karachi se Multan ya Multan se Karachi bhejni hai? Locked carrier par, bilty aur inspection report ke saath, aam taur par 1 se 4 din mein. Multan mein Bahawalpur Bypass point.
Route details
Pickup in Karachi
Port Qasim office par gari chhorein, ya hum aap ki location se utha lete hain.
Delivery in Multan
Bahawalpur Bypass point se lein, ya ghar tak delivery.
1–4 days
Takreeban 900 km, carrier ke schedule ke mutabiq.
Locked & insured option
Deck par lock, aur 0.5% mein transit insurance.
Car carrier rate Karachi to Multan
Hamara rate fix list jaisa nahi hota. Ye gari ke model, open ya enclosed carrier, booking ki date aur us waqt ki demand ke hisab se tay hota hai. Gari ka model aur date WhatsApp par bhejein, 2 minute mein aaj ka pakka rate mil jayega. Koi chhupa hua charge nahi.
How it works
Get today’s rate
Call ya WhatsApp par gari ka model aur date bataein.
Pickup in Karachi
Port Qasim office par chhorein ya location se pickup.
Inspection & bilty
Gari ki halat likh kar bilty banti hai, copy aap ke paas.
Delivery in Multan
Bahawalpur Bypass se lein ya ghar tak delivery.
Get today’s rate: Karachi to Multan
Form bharein aur Send dabayein. Aap ki tafseel seedha hamare WhatsApp par aa jayegi.
Thank you!
WhatsApp khul raha hai. Wahan Send dabayein, hum foran rate bata denge. WhatsApp na khule to neeche wala button dabayein.
Frequently asked questions
Karachi se Multan car carrier ka rate kitna hai?
Rate gari ke model, open ya enclosed carrier aur date ke hisab se badalta hai. Gari ka model WhatsApp karein, usi waqt aaj ka pakka rate bata dete hain.
Karachi se Multan gari kitne din mein pohanchti hai?
Aam taur par 1 se 4 din, carrier ke schedule ke mutabiq.
Multan mein gari kahan milti hai?
Bahawalpur Bypass point par, ya hum ghar tak pohancha dete hain.
Bahawalpur ya Rahim Yar Khan bhi bhejte hain?
Haan. Bahawalpur main bypass aur Rahim Yar Khan main bypass par bhi delivery hoti hai.
Booking ke liye kya chahiye?
Gari ke smart card ki photocopy, CNIC ki copy, aur bhejne wale aur lene wale ka naam aur phone number.
Get your Karachi to Multan rate now
Call ya WhatsApp karein. Minton mein jawab.